Digital Sign
Degital sign kya hota hai ?
Degitial sign ek par ka password hai jo aapke login ko secure karta hai. Digital sign ek pendrive me hota hai jisko computer me lagne pr hi aap website pr login kar sakte hai.
Digital sign banbane ke lie aapko kisi CA ya jo market me Digital Sign Certificate banata hai usse banbna apdta hai. Iski kimat Rs. 1500- 2500 tak ho sakti hai. Digital sign class 2 or class 3 ka bnata hai jisme aapko class 2 ki hi jarurat hogi.
Samay Bhasa me isko DSC bhi khte hai. Railway में टेंडर कैसे ले। Railway में रजिस्ट्रेशन कैसे कराये।
This Vedio Click Here - Youtube Video
This Vedio Click Here - Youtube Video
![]() |
Type of DSC |
DSC run kaise karte hai
Step: 1
digital signko run karane ke liye aapko sabse pahle jo DSC ki pendrive mili hai . Usko aapko apne computer ya laptap me lagana hota hai.
![]() |
DSC 1 |
Step: 2
Iske baad aapko apni e tender ki site pr jana hoga. Appko apna login open karna hoga jis email id se aap ne registration kiya tha us <email id> aur <password> ke sath aapko login krna hai.
![]() |
DSC 2 |
Isme jo pup up show
ho rha hai is par aapko <Yes> pr Click karna hai jisse site open ho
jaiyegi. Jaisa Image DSC-3 me show ho rha hai.
![]() |
DSC 3 |
Step: 3
Login karne ke baad aapke sane niche di gyi image ki tarah se site open hogi.Jisme ek pup-up show hoga jisko yes kr dena hai. Aapko is pup up ne <RUN> par click karna
hai . Run pr click karne ke baad aapki tab aage uoen ho jaiyegi aur ye pup up
hat jaiyega. iske niche image ko dekhe.
Step: 4
![]() |
DSC 4 |
Pupup ko click karne
ke baad aapko window DSC-5 ki tarah open
hogi. jisme ek taraf <Logout> avm dusri taraf <Login> dikhega.
Aapko login pr click karna hai. jis pr image DSC-5 me red mark kiya hua hai.
Step: 5
Iske baad window DSC-6 ki tarah open hogi. jisme aapko ek pupup dubra se show hoga jo password magega. Dhyan se aapne DSC ka Password dalna hai. Ye Password aapko jisne DSC bnake diya hoga usse milega. Ye kuch bhi ho sakta hai. Password dalne ke baad < OK> press karna hai.
Step: 6
![]() |
DSC 5 |
Step: 5
Iske baad window DSC-6 ki tarah open hogi. jisme aapko ek pupup dubra se show hoga jo password magega. Dhyan se aapne DSC ka Password dalna hai. Ye Password aapko jisne DSC bnake diya hoga usse milega. Ye kuch bhi ho sakta hai. Password dalne ke baad < OK> press karna hai.
![]() |
DSC 6 |
2 comments
Click here for commentsNice sir
Replysir mai apane pc pe DSC run nahi kara pa raha hu kya karu
ReplyConversionConversion EmoticonEmoticon